TCS Infosys Wipro Diwali Bonus 2026 - 45000 Credit Date & Company List
Diwali Bonus 2026 ka sabse bada question abhi yehi hai ki bhai bonus kab aayega bank me. Main khud last 3 saal se dekh raha hu, har saal same hota hai. Diwali se 3-4 din pehle sabke phone par message aane lagte hai. Maine apne dost se pucha jo TCS me hai Pune me, usne bola unka HR ne mail kiya hai. TCS ka bonus is baar 85% average hai. Matlab agar aapka package accha hai to aapko 40 hazar se 85 hazar tak mil sakta hai. Uska credit date bola hai 24 aur 25 October ke beech me. Sham ko 5 baje ke baad check karna, usi time par aata hai. Infosys ka thoda alag hai. Infosys me 70% se 100% tak dete hai. Mere cousin Infosys me hai, usko bola gaya hai 25 se 31 October ke andar aayega. High performer ko to 100% ke sath ex-gratia bhi milta hai. Infosys ka bonus October salary ke sath hi credit hota hai, isliye thoda late hota hai. Wipro ka maine HR portal pe dekha, Wipro ne bola hai 26 October se start hoga. Wipro ka average 35k se 60k tak hai. Q2 performance ke upar depend karta hai. Agar...